Topics
Mufeed
Ghizayein:
Haamla aurat ke liye angoor aik Nemat hai. es ka bilanagha istemaal es ko
ghashi, chakkar, maror, Uphaara aur qabz waghera se mehfooz rakhta hai. Neez
bacha bhi tandrost hota hai. es ke ilawa kishmish aur kam miqdaar mein kabhi
kabhar sirka ka istemaal bhi mufeed hota hai. Ghiza mein zood hazm ashya taaza sabzian, doodh aur taze
phalon ka istemaal faida mand hai.
Muzir Ghizayein:
Haamla ko boojh uthany, seerihoon par zor se charhne, Uchalney, koodnay aur
dast aawar adwiyaat aur chaar mah baad hambistari se parhaiz karna chahiye. es ke
ilawa garam masalha, khjorin, siyah tall, konain se parhaiz krnachahye aur
surkh o sabz mirch bhi kam istemaal krnachahye.
KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI
Bismillah e Rahmana er
raheem
اَﷲُ نُورُالسَّمٰوٰتِ وَالْاَرْضِ
Allah o Noor us samawat
o wal arz
ALLA
ROSHANI HAI
Aasmano aur Zameen ki
|
|
Aur Yeh Jo Bohat si Rang Birang ki
Cheezein esney tumharey liye zameen mein paida kar rakhee hain, en mein nishani
hai un logon ke liye jo samajh boojh se kaam lete hain-