Topics

Namaz Ke Baad Ki Tasbeehat

namaz tanha qaim ki jaye ya jamaat ke sath, namaz ke baad aayat al kursi aur yeh تسبیحات parhna dainee aur dunewi fawaid ka baais hai .


Subhan Allah . .. ….
۳۳ baar

Alhamdolilla . .. .. .. ۳۳ baar

Allah o Akbar …...... ۳۳ baar

kalma toheed. .. .. . Aik baar

Topics


ROOHANI NAMAZ Roman Urdu

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Bismillah Erehman Er Rahim

رَبِّ اجْعَلْنِیْ مُقِیْمَ الصَّلٰوۃِ وَ مِنْ ذُرِّ یَّتِیْ


Ae mere parvardigaar !

Mujh ko aur meri nasal mein se logon ko namaz qaim karne wala bana .


اَلصَّلٰوۃُ مِعْراجُ الْمُؤْ مِنِیْنَ

Salaat Momnin Ki Mairaaj Hai

Mairaaj ka mafhuum hai ghaib ki duniya mein daakhil ho jana. Momin ki jab namaz ke zariye mairaaj hoti hai to is ke samnay farishtay aa jatay hain. Namazi asmano ki sair karta hai aur syedna Huzoor Aleh Salato Walslam ki rehmat se usay Allah taala ka Urfan haasil ho jata hai .