Topics

RATONADAH YA SHAB KHORI.

Ratonadah us mraz ko kehtay hain jeis mein andehrey mein ya raat ko cheezein ya to nazer nahin ateen ya dhondli nazar aati hain aisi soorat mein

”YA AMA NAWEEL YA AMA NAWEEL YA AMA NAWEEL”  (یَا عَمَا نَوِیْلْ یَا عَمَا نَوِیْلْ)

(YEH EIK MARTABA HOA)

Gayarahso (1100) martaba parh ker eik pao saaf shudah  kalonji per dam karein aur subah sham eik eik chutky taazah pani ke sath khaein.

Topics


ROOHANI ELAAJ

KHWAJA SHAMS-UD-DEEN AZEEMI

Shak aur be yaqeeni  ke  toofan  se peida honey wali  taqreeban doso 200 beemariyon aur masaail ko yakjaa kar ke es kitaab mein un ka hal shaaya kiya ja rahaa hai.

Kitaab “Roohani Elaaj” mein jitney bhi amraaz ka elaaj aur masaail ka hal peish kiya gaya hai, Who sub mujhey silsila e uwaisia, Qalandaria, Azeemia se muntakil hooye hain aur es faqeer ney en sub amaliyaat ki zakaat adaa ki hai.

Mein allah ki makhlooq ki khidmat ke liye es roohani faiz ko aam karta hoon aur  sayadna huzoor alleh es salaato wa salaam ke waseela se dast ba duaa hoon ke allah taala meri koshish ko sharf e qubooliyat bakhshein aur apney bandon ko sehat ataa farmaayein mushkilaat o masaayeeb aur pareeshaniyon se mehfooz rakhein.